🥀 Sad🔥 Trending
Tanha raatein
GGulzar 87 views 1 min read
Har raat tanha guzarti hai ab, teri yaadon ke siva koi saath nahi; jaagti aankhon mein sapne to hain, par unmein tere siva koi baat nahi.
#tanhai#dard
You may also like
Related Verses
🥀 Sad🔥 Trending
Dil hi to hai na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyun; Royenge hum hazaar baar, koi humein sataaye kyun.
MMirza Ghalib
174🌱 Life🔥 Trending
Zindagi ka safar hai yeh kaisa safar, koi samjha nahi koi jaana nahi; hai yeh kaisi dagar chalte hain sab magar, koi samjha nahi koi jaana nahi.
AAnonymous
356